Thursday, May 6, 2010
collection of night SMS
Sunday, April 4, 2010
I MISS U ITNA,U MISS ME JITNA,
I MISS U ITNA,U MISS ME JITNA,
I MISS U TABSE,U MISS ME JABSE,
I MISS U TAB TAK,U MISS ME JAB TAK,
U MISS ME NA JANAY KAB TAK,
BUT I MISS U MURTEY DAM TAK.
Aankhein band kar ke rota hu to lagta
Sadiyon tak jaaga hu mein; tere intzar mein soya nahi.
Pyar mein paaya kya hai yeh mujhe maalum nahi hai,
Per tere siva zindgi mai meine kisis bhi cheese ko khoya nahi.
TERI DOSTI KI ROSHNI ITANI HAI
HAR TARAF UJALA HI UJALA HAI……
SOCH TA HOON KI…..SOCH TA HOON KI …….
GHAR KI BIJALI KATWADU AUR
TUJE DIWAR PE LATKA DU…..
YE JO HASINO KE BAAL HOTE HAIN,s
LADKO KO FASAANE KE JAAL HOTE HAIN,
YE HASINAYAIN PEE JAATI HAIN SAARA KHOON LADKO KA
ISILIYE INKE LIPS ITNE LAL HOTE HAIN.
Hasin Palo ko Phir se aabad kar rahe the,
“Hasin Palo ko Phir se aabad kar rahe the,
Chand se Aapki baate kar rahe the”
Dil ko bada Sukun mila jankar
Ki Aap bhi hame hi Yaad kar rahe the…!!
Hum to lut gaye unki ek muskaan pe,..
Hum to lut gaye unki ek muskaan pe,
Adayein dekhkar phas gaye mohabbat mein,
Gar khuda bhi punche qayamat pe,
To keh denge ki mit gaye sharafat mein.
Ek Bhule gayo Bhutkal,
Ek Bhule gayo Bhutkal, Haji Vartamaan Baaki che;
Aato pawan ni laher hati, haji Tufaan baki che.
phool choon pan kanta ne pyar karu chu….
zindagii che pan maut no swikar karu chu…
Aree! jivan ma ek bhool hoon var-m-var karu chu…
manvi choon ne manvi ne pyar karu chu
Mere khwabon mein aana aapka kasur tha
Mere khwabon mein aana aapka kasur tha
Aapse dil lagana hamara kasur tha
Aap aaye the zindagi mein pal do pal ke liye
Aapko zindagi samajh lena hamara kasur tha
Wo roye to bahut, par mujhse muh mod kar roye
Wo roye to bahut, par mujhse muh mod kar roye
Koi majburi hogi to dil tod kar roye
Mere samne kar diye mere tasveer ke tukde
Pata chala mere piche wo unhe jod kar roye
Dard se khelna sikh gaye,
hum bewafayi ko jhelna sikh gayeham
kya bataye hame zindagi ne Kis kadar saqth bana diya,
k maut se pehle kafan odna b sikh gaye!
Aye mohabbat tere anjaam pe rona aaya,...
Aye mohabbat tere anjaam pe rona aaya,
Jaane kyun aaj tere naam pe rona aaya..
Yun to har shaam ummeedon me guzar jaati thi,
Aaj kuch baat hai, jo shaam pe rona aaya..
Kabhi taqdir ka maatam, kabhi duniya ka gila,
Manzil-e-ishq me har gaam pe rona aaya…
Jab hua zikr zamaane me mohabbat ka
Mujhko apne dil-e-bekaam pe rona aaya…
Dard ki mehfil me ek sher hum bhi aarz kiya karte hai..
Na kisi se marham Na duaon ki Ummed kiya karte hai..
kayi chehre lekar log yaha jiya karte hai…….
hum in aasunao ko ek chehre ke liye peeya karte hai….
Teri Dosti ne diya “SAKOON” itna,..
Teri Dosti ne diya “SAKOON” itna,
Ke tere baad koi “ACHA” na lagey,
Tujhe karni hai “BEWAFAI” to is ada se kar,
Ke tere baad koi “BEWAFA” na lagey.
Who aate to hain magar tan se nahi,...
Who aate to hain magar tan se nahi,
who bhethe to hain magar man se nahi,
kaun kehta hai ki who pyaar nahi karte,
karte to hain magar humse nahi.
Khuda ka Tohfa hai ye Nazraana…
Khuda ka Tohfa hai ye Nazraana…
Jo Hume Aapse milva diya….
Hai Humein ab poora Yakeen,
Usne Saara Jahaan dikha diya”
Jane kya ho gaya hain rastoon ko..
Jane kya ho gaya hain rastoon ko..
Ghar se nikale to ghar nahi melta..
Hum is hi qafle mein hain shayad..
Jis ko apna safir nahi milta-
Koi umeed bar nahi atti...
Koi umeed bar nahi atti
nakal ki sorat nazar nahi ati
staff room mai to khob ronak hai
par teacher class mai nahi ati
pahlay ati thee theek thak english
B.com karnay kay baad zara nahi ati
jantay hain parhai hai zawar
par tabyat udhar nahi ati
parhnay batho to neend ati hai
cable lagao to nahi ati
canteen hi hai duniya apni
wahan bell ki awaz nahi ati
teacher mujh ko kahtay hain
tum ko fail hottay sharam nahi ati…